Blog bnane ki step se lekar blog se paise kamane ki step tak
Blog banane se pahele kuch jaroori baatain
Doston aggar aap bhi internet
se online paise kamane ke icchuk hain to aap ke pas do websites hain jinse aap free main paise kama sakte hain.yahan pr aapko main blog ke jariye paise kamane ka tarika bataunga.lekin isse phle main aapko iske bare main thodi jankari bta dun ki is treeke se aap paise to bhut kamaoge . Is blog se paise kamane ke liye time aur aap ke andar dherya hona jroori h .kyonki kuch log hote h jo suru main paison ke chakkar main to bhut josh se blog bnate hain lekin safal nhi hote aur bo blog bnana chod dete h aur apne doston ke bare main is site pr jaane se rokte h .chalo main aapka jayada time na lete huye seedhe aapki madad karte hain
blog kya h
blog ek prkar ki website hoti h.jisme aap kisi bhi jaankari ko intrnet pr daal skate ho.nhi samjhe to mai aapko example ke throug samjhata hoon aapne abhi google pr search kiya hoga ki blog kaise banaye to aapke samne bhut see hadlines aa gayee hongi aur aapne kisi ek pr tuch kiya to uski puri ditails aagyee bo ditail hm aur aap jaise logo ne hi internet pr blog ke jariye daali hain. Aur maine bhi blog banaya h jo maine google pr daal diya aur aap is samay use pad rhe hain.ise blog kahte h.
blog kaise banaye step 1
blog banane ke liye sbse pahle aap blogger.com per search kijiye aur usme aap apne gmail id se accaount banaye accaunt ke baad aapke samne is prkar ka paje khulega.
is page main aapko ek box dikhega jis pe likha hoga nai post us pr cilick karne karen aur aapke samne ek aur page khulega is neeche image nain dekhiyega
best wallpaper
reflection of light in hindi
blog kya h
blog ek prkar ki website hoti h.jisme aap kisi bhi jaankari ko intrnet pr daal skate ho.nhi samjhe to mai aapko example ke throug samjhata hoon aapne abhi google pr search kiya hoga ki blog kaise banaye to aapke samne bhut see hadlines aa gayee hongi aur aapne kisi ek pr tuch kiya to uski puri ditails aagyee bo ditail hm aur aap jaise logo ne hi internet pr blog ke jariye daali hain. Aur maine bhi blog banaya h jo maine google pr daal diya aur aap is samay use pad rhe hain.ise blog kahte h.
blog kaise banaye step 1
blog banane ke liye sbse pahle aap blogger.com per search kijiye aur usme aap apne gmail id se accaount banaye accaunt ke baad aapke samne is prkar ka paje khulega.
is page main aapko ek box dikhega jis pe likha hoga nai post us pr cilick karne karen aur aapke samne ek aur page khulega is neeche image nain dekhiyega
1 .. Is page main aapko seersak naam ka box dikhega is box main aapko apne blog ka naam dalna hai yani ki aap jis ke bare main likhna chah rhe hain usee se milta julta koi naam dalen ye naam athba tittle lamaba hona chahiye isse logo ko aapke blog main kya hai ye samajhne me dikkat nhi hogi aur aapka blog jayada pasand kiya jayega.
2 .. Ab uske neeche ek box dikhega jisme likha hoga pata ya address isme aapko ek website banani hogi.samaj me nhi aya to main aapko batata hoon ki aap usme apne naam se bhi bebsite bana sakte hain jaise kee maine apne naam se ek blog ki website banayee h jo is prakar h sandeep213.blogspot.com aap bhi apne naam se website banaye bebsite ke aage blogspot.com jaroor lagaye .website banane ke baad website ki jaach ki jayegi agar aapki website theek h to usi box ke site main aapko ye dikhayega ki yah pata uplabdh h.agar aapki site uchit nhi h to ye likha hua dikhayega ki yah pata amanya h. Doston ghabrane ki jaroorat nhi h.main aapko is post me sabkuch bataunga.
blog ko google search console se kaise jode? Step 2
aap google pr jakar search console likhkar search karenge to usme aap apni gmail id se sign up kare uske baad aap google pr search console dobara search kare to aapke saamne kuch is prkaar ki window khulegi.
isme ek box hoga jiske aage URL likha hoga is box me aap apne blog ki website ka naam dalen. Ab uske neeche reCAPTCHA aayega use theek se dhek kar bhariye.phir uske neeche box me likha hoga submit request pr tuch kijiye.jab aapki site verify ho jayegi to isee page me search console ke upr ye likh ke aayega ki ''too shortly proceed request has been submitted'' ab samjho ki aapka blog google pr add ho chuka h bas ek step aur puri karnee h jo is prkar h ab aap search cnsole ke dashbord me jayen bahan pr aapko ek massege dikhega jisme aapko add property pr tuch karna h phir side me ek window khulegi usme aap apne blog ki website ka naam dalen aur neeche submit pr click kr de ab aapki site google pr add ho gayee h. Agar aapko ykeen na ho to google pr search box me apne blog ki website ka naam dalen to aapke saamne aapka blog khul jayega.blog banane ke baad dusree sabse badi dikkat ye aati h ki aapki site kaise sbse phle no pr ho aur kaise log us site ko jyada dekhen. Jisse hmari sit traafic bade to jayada presaan hone ki jroorat nhi h neeche ki post me sab kuch h.
blog ki traffic kaise badayen
To mai aapko blog ki traffic badane ke treeke bata rha hoon.yahan pr aapko main facbook ke jariye traffic badane ja tareeka btaunga
Facebook se blog ka traffic kaise badaye
doston blog ki traffic badane ka facebook bahut hi accha tariika h isse aap free me blog ki trafiic bada sakte ho . To iske liye aapko sabse pahle facebook pr sign in kare aur usme apna ek alag group banaye .group banane ke baad usme jyada se jyada doston aur anya groups ko add kare aapke group me kam se kam 1000 freind yo hone chahiye.ab aap us group me apne blog ki web site ko share karen .aur haa aapne jis bare me blog likha h usse reletid photo bhi share kare isse logo pr kaafi accha impression padta h aur bo log aapki site jaroor dekhenge doston agar isme koi bhi saval aapka rah gaya ho to aapisvideo me dekh sakte hain(
blog kaise add kre )
Doston agar aapko meri ye post pasnd aayi ho ya blog se releted koi bhi savaal aapke man me ho to aap mujhse be jijhak puch sakte ho.
click here to
maa ke pyar karne ke tareeke best wallpaper
reflection of light in hindi
Contact us email
www.sandeep213@gmail.com
टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें